h1

ANTHEM - PAK PAK PAKISTAN

July 25, 2006

Aao phir
Tahreek chalaain
Piyaarey Des mein apney
Safaai ki aadat aam banaain

Pak Pak PAKISTAN
Saaf Saaf PAKISTAN
Har pal har dam AZM hamara
Safeguard PAKISTAN

Jaraseem sey karoo bachaao
Har rooz nahaney jaao
Jaraseem dho daloo jab
Sehatmand rahoo gey tab
Hai sab k liye FARMAAN
Safaai hai nisf IMAAN
IMAAN apna mazboot banaao
Safaai ki aadat apnaao

Pak Pak PAKISTAN
Saaf Saaf PAKISTAN
Har pal har dam AZM hamara
Safeguard PAKISTAN

Leave a Comment